kaho to laut jatay hain....
Posted: Wed Sep 30, 2009 7:35 pm
kaho to laut jatay hain....
abhi to baat alamhon tak ha, sadion tak nahi i..
abhi muskan ki nobat bhi honton tak nahi i..
abhi tak koe majburi khyalon tak nahi i..
abhi to gard pairon tak ha balon tak nahi i..
kaho to laut jatay hain....
tumhara sath gar mil jaye to zamane se uljhna baat hi kia ha..
agr tum chor do mujh ko meri auqat hi kia ha..
Meray bare main na socho....
tum apni baat batlao....
kaho to chaltay rehtay hain....