"Wo pyar yun karta hai"
Posted: Mon Dec 07, 2009 10:37 pm
wo pyar yun karta hai sambhalny nai deta,
phr dukh k sumander mai ubharny nai deta,
uss ki jafa bhi mashroot hai wafa k sath,
wo dard tu deta hai par rony nai deta,
karta hai waar marham ko khanjar pe laga k,
wo zhakm tu deta hai par marny nai deta,
jo torta hai dil tu aansoo bhi bahata hai,
barbaad tu karta hai par ujarny nai deta,
mehboob mila hai hum ko ajeeb sa"Mohsin"
wo aag tu lagata hai par jalny nai deta........