Page 1 of 1

Pathar Ke Khuda Vahan Bhi Paye

Posted: Thu Apr 09, 2009 11:30 pm
by Hassan khan
Pathar ke Khuda vahan bhi paye

Ham chand se aj laut aye

Divaren to har taraf khadi hain
Kya ho gaya meharaban saye

Jangal ki havayen a rahi hain
Kagaz ka ye shehar ud na jaye

Laila ne naya janam liya hai