Page 1 of 1

Nahin aur kuch bhi teray siwa

Posted: Mon Apr 27, 2009 5:30 pm
by Hassan khan
Nahin aur kuch bhi teray siwa
meri zindagi


meri khamoshi
meri bibasi

kay meri jan bhi
main may phir bhi mangi yehi duaa

kah gawahi day ga mera khuda
main nay jab bhi aus say talab kia

nahin manga kuch bhi
teray siwa